-
Hum Ke Thehre Ajnabee
hum ke Thairey ajnabi itni madaraatooN ke baad phir banain gaiN aashnaa kitni mulaqatooN ke baad Kab nazar maiN aaey ge bai_daGh sabzey ki bahar Khoon ke dhabbey dhulain gaiN kitni barsaatooN ke baad dil to chaaha par shikasht-e-dil nay muhlat he na di kuch giley shikvey bhi kar laitey manajaatooN ke baad thay buhat…
-
Aaj Bazaar Mein Pa Ba jolan Chalo
Chashm-e-nam, jaan-e-shoreeda kafi nahin Tohmat-e-ishq-posheeda kafi nahin aaj bazaar mein pa-bajolan chalo Dast afshan chalo, mast-o-raqsan chalo Khak bar sar chalo, khoon badaman chalo Rah takta hai sub shehr-e-janaan chalo Hakim-e-shehr bhi, majma-e-aam bhi Teer-e-ilzam bhi, sang-e-dushnam bhi Subh-e-nashaad bhi, roz-e-naakaam bhi Unka dum-saaz apnay siwa kaun hai Shehr-e-janaan main ab baa-sifa kaun hai Dast-e-qatil…
-
Yaar ko humne ja ba ja dekha
-
Kabhi Aye Haqeeqat-e-Muntazir – Allama Iqbal
Kabhi aye haqeeqat-e-muntazar, nazer aa libaas-e-majaz mainK hazaaron sajdey tarap rahey hain meri ik jabeen-e-bayniaz main Tarb aashna-e-kharoosh hoo, tu aye nawa mehram-e-goosh hooWoh suroor kia k chupa hoa hosukoot-e-perda-e-saaz main Tu bacha bacha k na rakh isay, tera aeena hay who aeenaK shikasta ho to azeez ter ha y nigah-e-aeena saaz main Dam-e-tawaf kermak-e-shama…