Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya…
Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya… Maazi Tou Sunehra Tha, Magar Haal Kho Gaya Wo Raub-o-Dabdaba, Wo Jalal Kho Gaya… Wo Husn-e-Be.Misaal, Wo Jamal Kho Gaya, Doobey Hain Jawabo’n Me, Per Sawal Kho Gaya… Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya… Urtey Jo Fizao’n Main, Thay Shaheen Na Rahe Ba-Zauq Na Rahe, Zaheen Na…