Category: Poetry

  • Yaar ko humne ja ba ja dekha

    Yaar ko hamne ja ba ja dekha, Kahin zaahir kahin chhupa dekha. Nukta-e-imaan se waaqif ho, Chehra-e-yaar ja ba ja dekha. Kahin mumkin hua kahin waajib, Kahin faani kahin baqa dekha. Deed apne ki thi use khwahish, Aap ko har tarah bana dekha. Dekhta aap hai sune hai aap, Na koi uska ma siwa dekha.…

  • Ya Rabb Dile Muslim Ko

      Ya Rab Dil-e-muslim Ko Woh Zinda Tamanna Dey Jo Qalb Ko Garma Dey Jo Rooh Ko Tadpa Dey Phir Vadi-e-faran Ke ,har Zarray Ko Chamka Dey Phir Shok-e-tamasha Dey Phir Zoq-e-taqaza Dey Mehroom-e-tamasha Ko Phir Deeda-e-beena Dey Dekha Hai Jo Kuch Main Nay Aoron Ko Bhi Dikhla Dey Batkay Huay Aahoo Ko Phir Soyay…

  • Hum Dekhenge – Faiz Ahmed Faiz

    Hum dekhenge Lazim hai ke hum bhi dekhenge Woh din ke jis ka waada hai Jo loh-e-azl pe likha hai Hum dekhenge Jab zulm-o-sitam ke koh-e-garaan Rui ki tarah ud jayenge Hum mehkumoon ke paun tale Yeh dharti dhad dhad dhadkagi Aur ehl-e-hukum ke sar upar Jab bijli kad kad kadkegi Hum dekhenge Jab arz-e-khuda…

  • ba nashsha-e-darveshi dar saaz-o-damadam zann : Zaboor e Ajam