Ya Mujhe Afsar-e-Shahana Banaya Hota – Bahadur Shah Zafar

ya mujhe afsar-e-shahana banaya hota, ya mera taj gadayana banaya hota khaksaari ke liye garche banaya tha mujhe, kaaash sang-e-dar-e-jaanana banaya hota nasha-e-ishq ka gar zarf diya tha mujh ko, umr ka tang na paimana banaya hota dil-e-sid chaak banaya to bala se lekin, zulf-e-maskeen ka teri shaanah banaya hota sufion ke jo na tha… Continue reading Ya Mujhe Afsar-e-Shahana Banaya Hota – Bahadur Shah Zafar