-
Mozoo’-e-Sukhan (Gul Hui Jaati Hai…)
Mozoo’-e-Sukhan Gul hui jaati hai afsurdah sulagti hui shaam, Dhul ke niklegi chasma’ee maahtaab se raat, Aur mushtaaq nigaahon ki suni jaayegi, Aur un haathon se mas honge, Yeh tarse hue haath. Un ka aanchal hai keh rukhsaar keh pairaahan hai, Kuch toh hai jis se hoti hai chilman rangeen, Jaane us zulf ki mauhoom…
-
Mere Dil Mere Musafir
mere dil mere musafir hua phir se hukm sadir ke vatan badar hon hum tum dein gali gali sadayen karen rukh nagar nagar ka ke surag koi payen kisi yar-e-namabar ka har ek ajnabi se poochen jo pata tha apne ghar ka sar-e-ku-e-nashanayan hamein din se rat karna kabhi is se bat karna kabhi us…
-
Ya Mujhe Afsar-e-Shahana Banaya Hota – Bahadur Shah Zafar
ya mujhe afsar-e-shahana banaya hota, ya mera taj gadayana banaya hota khaksaari ke liye garche banaya tha mujhe, kaaash sang-e-dar-e-jaanana banaya hota nasha-e-ishq ka gar zarf diya tha mujh ko, umr ka tang na paimana banaya hota dil-e-sid chaak banaya to bala se lekin, zulf-e-maskeen ka teri shaanah banaya hota sufion ke jo na tha…
-
Hum Ke Thehre Ajnabee
hum ke Thairey ajnabi itni madaraatooN ke baad phir banain gaiN aashnaa kitni mulaqatooN ke baad Kab nazar maiN aaey ge bai_daGh sabzey ki bahar Khoon ke dhabbey dhulain gaiN kitni barsaatooN ke baad dil to chaaha par shikasht-e-dil nay muhlat he na di kuch giley shikvey bhi kar laitey manajaatooN ke baad thay buhat…